What Happened With CHANDRAYAAN-2 (HINDI)जानिये चंद्रयान-२ के साथ क्या हुआ? WHY Chandryaan-2 failed? NEWs of Chandrayaan-2
Hello friends, aaj Midnight me saare indians Chandrayaan-2 ke landing ke liye exited the and mission sahi bhi chal raha tha but unexpectedly aisa kya hua jo chandrayaan-2 mission full success nahi hua woh me aapko is post me bataane wala hu, friends is mission ko fail mission nahi kaha jaa sakta because jaha tak chandrayaan-2 pahucha and jis tarike se work kiya wo itna easy nahi tha and abhi tak उम्मीदे समाप्त nahi hui hain, yaani yeh mission abhi tak end nahi hua hain so me aapko iske baare me hi bataane wala hu.
Friends vese to chandrayaan-2 mission failed nahi hua hain becuase vikram lander ko moon pe landing karna mission ka only 5% part tha, main part chandrayaan-2 orbiter abhi bhi sahi se work kar raha hain and moon ke chakaar bhi kaat raha hain but chandrayaan-2 ke vikram lander ke sahi se land nahi karne ka reason yeh hain ki (reason why vikram lander can't landed safely/softly on moon)
Friends Chandrayaan-2 22 JULY 2019 KO 2:43 PM ko launch hua tha and 20 AUGUST ko MOON ke orbit me enter bhi kar gaya tha and aaj ki date 7 SEPTEMBER KO MIDNIGHT ME 1:50 AM ko moon ke lunar side land karne wala tha & hum sab isi ka wait kar rahe the but tabhi kuch aisa hua jisase chandrayaan-2 mission ko ISRO and apan indian ko shock laga, friends is topic ko me points me bata raha hu ki chandrayaan-2 mission ko fail mission nahi kah sakte hain and what happened next to chandrayaan-2 mission (चंद्रयान-२ मिशन का अब क्या होगा ) yeh bhi bata raha hu, aap yeh points carefully read karna:-
WHAT HAPPENED WITH CHANDRAYAAN-2 (WHAT CURRENT STATUS OF CHNADRAYAAN-2 MISSION HINDI)
- FRIENDS SATURDAY NIGHT KO 1:38 AM KO CHANDRAYAAN-2 30 K.M. KI HEIGHT SE 1680 METER PER SECOND KE SPEED SE VIKRAM MOON KI सतह PAR soft LANDING KE LIYE AAGE BADH RAHA THA.
- Landing se 2.1 K.M. tak vikram lander normally hi plan wise hi utar raha tha
- Tabhi ISRO ke tracking and command network ki screen me dikha ki vikram lander apne path se thoda hat gaya tha and
- vikram lander se isro ka connection टूट gaya, abhi tak vikram lander se wapis contact nahi ho paaya hain.
Friends vese to chandrayaan-2 mission failed nahi hua hain becuase vikram lander ko moon pe landing karna mission ka only 5% part tha, main part chandrayaan-2 orbiter abhi bhi sahi se work kar raha hain and moon ke chakaar bhi kaat raha hain but chandrayaan-2 ke vikram lander ke sahi se land nahi karne ka reason yeh hain ki (reason why vikram lander can't landed safely/softly on moon)
Jab vikram lander ko moon pe landing karte samay jab thrusters (chandrayaan-2 thrusters) ko off kiya hoga and thrusters ki spped kam jyada hui hogi tab wo shayad damaged ho gaya hoga and uska connection isro se cut gaya hoga.WHAT IS VIKRAM LANDER IN CHANDRAYAAN-2:-
Friends aap sabhi ko chandrayaan-2 ke baare me pata hain but what is vikrma lander and what rold of vikram lander in chandrayaan-2 and vikram lander se realated question bahut dimaag me aa rahe honge to me bata du ki vikram lander moon pe 1 lunar day (earth ke 14 din) me work karne ke according banaya gaya tha jo isro ke sath -sath chandrayaan-2 orbiter ke saath bhi contact sakta hain and details bhi share kar sakta hain, vikram lander moon ke surface pe chalne ke liye specially designed tha and yeh moon pe soft landing ke liye bhi bahut help kar sakta hain.

WHAT NEXT IN CHANDRAYAAN-2 MISSION:-
Friends jesa abhi mene bataya ki chandrayaan-2 mission abhi completely fail nahi hua hain, chandrayaan-2 orbiter abhi bhi moon ke chakkat kaat raha hain and wo moon ki images bhej sakta hain and analysis kar sakta hain (pictures) and shayad chandrayaan-2 orbiter shayad vikram lander ki bhi pics bhej sakta hain jisase uski position and damage ka andaza laga sake.
read also:- WHY ISRO LAUNCHED CHANDRAYAAN2/ why ISRO going to the moon?

Friends vese to vikram lander moon pe land nahi hua but chandrayaan-2 mission fail nahi hua even world ki media and space agencies is mission ko bahut appreciate bhi kar rahi hain kyoki yeh itna easy work nahi hain, chandrayaan-2 failed nahi hua hain and what happened with chandrayaan-2 ka aapko answers bhi mil gaya hoga.
what happened with chandrayaan-2 chandrayaan-2 ke saath kya hua reasons of chandrayaan-2 failure chandrayaan-2 mission full details why chandrayaan-2 cant land on moon reason chandrayaan-2 vikram lander position all about chandrayan-2 hindi chandrayaan-2 mission reason chandrayaan-2 mission fail details what next in chandrayaan-2 mission
all about vikram lander vikram lander informatin hindi
Comments
Post a Comment